Bulk WhatsApp ke 6 common galtiyan

Block hone se bachne ke liye ye galtiyan mat karein.

Bulk WhatsApp ka matlab spam nahi hai. Ye 6 galtiyan sabse zyada number block karwati hain.

  • Bina opt-in list par message bhejna
  • Ek hi template roz bhejna
  • Personalisation chhod dena
  • Raat 9 baje ke baad bhejna
  • Opt-out request ignore karna
  • Link shortener ka use karna

In 6 cheezon se bache to delivery rate 90% se upar rehta hai.

Aage padhein

Ye bhi kaam aayega